loading...
loading...

Thursday 18 July 2019

Suppergyan Kya Hai.Supper Guan Blog Ki Links.

Wednesday 15 May 2019

CT Scan Kya Hota Hai CT Scan Full Information In Hindi

CT scan kya hai? Kaise CT scan kiya jyata hai? CT scan ka kya fayada hai? aakhir CT scan kyu kiya jyata hai? aaj ke post me ham CT scan ke bare me jyanege.
CT scan kya hota hai

CT Scan Kya Hai? What Is CT Scan

X-ray ore computer  ki help se patient ke andruni ango ka bina chir-fad kiye photo Liya jyata hai.is process ko CT scan kahate hai.CT Scan ko computerized axil tomography bhi kahate hai.

CT Scan ka aawiskar Godfrey Hansfield or Allen cormac ne kiya tha.is ache Kam ke liye in donoko  1979 me nobel purkskar se sammanit kiya gaya.


CT Scan Kyo Kiya jIyata Hai? What Is The purpose Of CT Scan In Hindi

Sharir ke andruni bhago ki photo khichane ke liye CT scan kiya jyata hai.patient ki bimariyo ka pata lagane ke liye CT Scan kiya jyata hai. CT Scan se bimari kitani purani hai.sharir me kahatak faili hui hai.sharir ke kis ang me  hai.in sabhi batoka para lag jyata hai.jise doctor patient ka aasanise upachar Kar skate hai.
• dimagi kamjor naso ka pata lagane ke liye.
• mas peshiyo(cell) ke wikar ore haddi fracture ka pata lagane ke liye.
• tyumar(kansar)  ke thyan ka pata lagane ke liye.
• rakt wahika or antarik sarachana ka adhyayan karane ke liye.
• kansar rog or hardyrog ka pata lagane ke liye.

Body Ke Kis Part Ka CT Scan Hota Hai

Ham body Ke Kisi bhi part ka CT scan karawa skate hai.ya fir puri body ka bhi CT scan karawa skate hai.yaha me aapako body ke Kuch part bata raha hu jinaka jyada CT scan hota hai.
• (Brain)mastisk-  ka sabase jyada CT scan kiya jyata hai.dimagi nas kamjor hona,nas fat jyana,nas me khun jam jyana aadi chijo ka pata lagane ke liye mastisk ka CT scan kiya jyata hai.
• (Chest)chhati-fefade,hrdy,annpranali,kairectar,raktwahikao me hone wali  bimari ka pata lagane ke liye chhati ka CT scan kiya jyata hai.kansr chhati me fail gaya hai Kya is ka pata lagane ke liye bhi  chhati ka CT scan kiya jyata hai.
• (Urinary tract)mutra path-gurdy ke keirectar cat scan,gailary,yutrs or mutrashay ko CT KUUB ya CT yurogram kaha jyata hai.gurdo ki pathari,rukawat,wikas,sankraman or mutrapat ke any rogo ka pata lagane ke liye CT scan kiya jyata hai.
Inke alaw • (shoulder)kandhe • (back-bone)ridh ki haddi • (stomach)pet • (heart)dil • (knee)ghutana in body ke part ka bhi CT scan hota hai.

Tuesday 30 April 2019

DD Free Dish Ka Set Top Box Kaise Kare

Kya aap DD free dish use karate hai.kya aap DD free dish pe jyada channel dekhana chahate hai.kya aapako DD free dish ki Setting ke bare me para nahi.is post me ham set top box ki Setting katana.tv program move karana delete katana sikhege.
DD free dish set top box
DD free dish prasarbharati (durdarshan) ki free service hai.ek bar DTH kharidne ke bad cast mar hamesha TV channel or radio channel free me dekh sakate hai.ye services India ke har state me uplbdh hai.aaj India me DD free dish users ki sankhya 80 miliyan se bhi jyada hai.

DD Free Dish Ka Set Top Box Kaise Kare


Delete All Program

• Sabase pahale TV on Kare.dish ka remote lekar menu button dabaiye. TV par menu dikhai dega.
• Ab edit program ko select karake (OK) dabaiye. new window open hogi.
• Ab delete all program select karake (OK) dabaiye.aisa karanese aapake sare old channel detete ho jaige.agar aap old channel delete nahi karana chahate to steps skip kare.

DD Free Dish Auto Scan

• Dish ka remote lekar "menu" botton dabaiye.
•  Ab program setup ko select karake (OK) dawaiye.ab new window open hogi.
• Ab "auto scan" select Kare ore (OK) dabaiye.fir se new window open hogi.
• Ab remote par diye right arrow button dabaiye.
• Ab down arrow button dabaiye.
• scan mode par click kare or "free"option ki jagah "all"Kare.(OK) botton dabate hi  auto scan ki process shuru ho jyayegi.

ab aapaka set top box automatic sare channels search karake save kar Dega.100℅ process complete hone ke bad.remote ka (menu) button dabakar bahar aaiye.ab aap dekh sakate hai. aapake DD free dish par pahale se jyada channels dekh sakate hai.

Delete one channel

• Dish ka remote lekar (menu) botton dabaiye.
• Ab menu me "edit program"select karake "OK"dabaiye.new window open hogi.
• Delete one program select karake "ok' dabaiye.ek or window open hogi.
• Ab aapake samane sare TV channel aajaige.jis channel ko aap delete karana chaste hai us channel ko select karake "ok"dabaiye.

Move TV Channel

Dish ka remote lekar "menu" botton dabaiye.
• Menu me "Edit program" select karake "ok" dabaiye.new window open hogi.
• Ab "move program" select karake "ok" dabaiye.
• Ab aapake samane sare TV channel aajaige.jis channel ko aap move karana chaste hai.us channel ko select karake Kisi bhi number par lejya skate hai.



I hope,aapako DD fre dish set top box hindi post achhi lagi hogi.ha to is post ko social media sites par apane friends ke sath share katana na bhule.

Friday 19 April 2019

Sim Number Kaise Pata Kare/Nikale Mobile Number Kaise Pata Kare

Mobile number Kaise pata kare.sim number kaise pata kare/nikale.Idea, Jio,Airtel, Vodafone, BSNL, Aircel reliance,Tata DoCoMo,MTNL Sim number kaise pata kare.sim number pata karane ka tarika hindi.sim number pata karane ka apps.sim number pata karane ka USSD code 2019.friends,is post me ham india ke sabhi companies ke sim number USSD code ke sath any tarike se pata karege.
Sim number kaise pata kare.mobile number Chak

Aajkal ham itane sare sim card use kare hai. ki har sim ka number yad rakhana muskil ho jyata hai. Kuchlog mobile me number save karake rakhate hai. Lekin kabhi-kabhi mobile memari detete hone se. ya setting reset karane se save kiya huwa number delet ho jyata hai.kabhi-khabi hum new sim card kharidte hai to usaka number pata nahi hota.

Si number ki jarurat hame tab  hoti hai.jab apane family,friends ya kisi janpahachan ke logo ko apana contact number dena ho.ya apana mobile recharge karana ho.tab aapake samane ye problem aa jati hai.bat friends don't worry me aapake liye USSD Code  ke sath any tarike laya hau.jinki help se aap India ke popular telecom company's jaise Idea,Jio, vodafone, Airtel, BSNL, Aircel sim card ka number aasanise pata kar sakate hai.

Mobile Sim Number kaise pata kare

Is  post me (3) tarike bataye hai.aap ko jo bhi tarika sabase aasan lage aap wo tarika use karake apane sim ka number pata kar sakate hai.

Mobile Sim Number Pata Karane Ka USSD  Code

Niche idea, jio, vodafone, Airtel, BSNL, Aircel ka number check karne ka USSD code diya gaya hai. Jisaki help se aap aasanise sim number pata kar sakate hai.
Sim number pata karaneka USSD code khud sim card ki company's provide karati hai. Jo bilkul free hai. ise aapka ek paisa bhi  nahi katega.aapake mobile me balance ho ya na ho. Aap USSD code use kar sakate ho. 

Note: -har sim card company ke USSD code alag-alag hote hai. Jo alag-alag state me work karate hai.


Idea Sim Ka Number Kaise Pata Kare?  USSD Code

1:- *131*1#
2:- *125*9#
3:- *616*6#
4:- *789#
5:- *147*8*2#
6:- *147*1*3#
7:- *147*2*4#
8:- *100#
9:- *125*9#
10:- *131#
11:- *147#
12:- *1#


Jio Sim Ka Number Kaise Pata Kare? USED code

1:- *1#
2:- *580#
Jio sim ka mobile number cheke karane ke liye aap My jio app me jakar apane sim ka number dekh sakate hai.ya fir 1298 par miss call dekar  bhi apana sim number jan sakate hai



Airtel Sim Ka Number Kaise pata kare? USED code

1:- *121*9#
2:- *121*1#
3:- *140*175#
4:- *140*1600#
5:- *400*2*1*10#
6:- *1#
7:- *282#
8:- *141*123#


Vodafone Sim Ka Number Kaise Pata Kare? USED Code

1:- *777*0#
2:- *555#
3:- *555*0#
4:- *111*2#
5:- *131*0#


BSNL Sim Ka Number Kaise Pata Kare?  USED Code

1:- *222#
2:- *99#
3- *1#


Aircel Sim Ka Number Kaise Pata Kare? USED Code

1:- *133#
2:- *122*131#
3:- *888#
4:- *234*4#
5:- *1#
6:- *131#


Reliance Sim Ka Number Kaise Pata Kare? USED Code

1:- *111#
2: - *1#


Tata Docomo Sim Ka Number Kaise Pata Kare? USED Code

1:- *580#
2:- *124#
3:- *1#
4:- *888#


MTNL Sim Ka Number Kaise Pata Kare? USED Code

1:- *8888#


CostomeC Care Me Call Kar Ke Sim Number Para Kare

Aap Customer Care me call karake our customer care se bat karake apane sim ka number Para kar sakate hai.sat hi sim se related koi bi problem ho to aap unase puch sakate ho.
1:- customer care number 198


Moreover App Se Mobile Sim Number Para Kare

App moreover app ko play store se download kar sakate hai.is app se aap aasanise apana mobile number pata kar sakate hai.sat hi mobile ka balance our internet data balance bhi check kar sakate ho.

Moreover App Ki wishesata

• Account balance,data balance our rate cutter ki puri information deta hai.
• Promotional offers ke sath RS.20 ka free recharge Deta hai.
• USSD code ki jarurat nahi.

Is tarah se aap apani sim card number pata kar sakate hai.agar aapako is process me koi problem ho to aap comment me apani problem bata sakate hai.app ke pas bhi sim number pata karaneka koi tarika hai to hame bataiye ham sab ko bataige.

I hope aapako sim number kaise pata kare post achi lagi hogi.agar ha to is past ko social media par apane friends ke sath share karana na bhule.

Friday 12 April 2019

Sunday 9 December 2018

Idea Free internet 3G,4G Trik Hindi- April 2019

Welcome,aaj is post me ham idea sim me free internet use karana sikhege.waise free internet chalaneke bahut se trike hai.lekin -proxy trick ko jyada pasand Kiya jyata hai.kyoki is trike me kisi application ko install karaneki jarurat nahi hoti.ye trike 2G,3G,4G sabhi network mode par work karati hai.aapake mobile me agar idea ka 3G,4G signal aa raha hai to idea free internet proxy use karake aap full speed 3G,4G internet use kar sakate ho.ore WhatsApp,facebook,browsing and downloading ka free mai maja le sakate ho.

Idea free internet proxy trik hindi

Aapkoto pata hi Hoga internet ka plan kitana mahaga ho gaya hai.agar aap 4G deta pyak 1 mahine ke liye choice karate hoto Kam se Kam Rs150 lag jyate hai.joki aam aadami  ke hisab se bahut jyada hote hai.friends don't worry aaj me aapake liye best idea free internet proxy trik laya hau Jo 100% working hai.
Is post me maine aapko Jo idea free internet -proxy trick ke bare me butane wala hau wo trike lagabhag har stat,shahar,gaon me working hai.me is proxy trick ko pichale 4 mouth se use Kar raha hau.muze insane koi pareshani nahi aai hai.


Idea Free Internet Use Karane ke  Liye Aapake Pas Kya Hona Chahiye.

(1) :- Aapake pas idea ki 2G,3G,4G sim card honi chahiye.
(2) :- Aapake pas Jo sim hai usame Rs00 hona chahiye.nahi to aapaka balance kat sakata hai.
(3) :- ye trik 2G,3G,4G har phone me work karati hai.
(4) :- Mera guide hona jaruri hai.

Idea Me Free Internet Kaise Use Kare

Step (1) :-sabase pahale apane mobile ki 'setting' me jyaye ore more par klik Kare.
Step (2) :- ab 'cellalur network' par klik Kare.
Step (3) :- ab 'access point names' par klik Kare 
Step 4 :- 'access point names' me idea sim ko select Kare.
Step (5) :- ab upar diye (+) plus ki button par klik Kare.

Name :- aap is option me apana ya Kisi ka bhi name likh sakate hai.

APN :- mmsc

Proxy :- 10.4.42.15

Port :- 8080

Homepage :- 111.93.115.200/finder

Setting ko save kare.ab Kisi bhi browser me pahale homepage open Kare.hogaya aapako idea free internet mil Gaya.

I hope aapako idea free internet trik post achi lagi hogi.agar ha to is post ko social media par apane sabhi friends ke Sath share Kare.ta ki aapake friends bhi idea free  internet ka maja le sake.