CT scan kya hai? Kaise CT scan kiya jyata hai? CT scan ka kya fayada hai? aakhir CT scan kyu kiya jyata hai? aaj ke post me ham CT scan ke bare me jyanege.
CT Scan Kya Hai? What Is CT Scan
X-ray ore computer ki help se patient ke andruni ango ka bina chir-fad kiye photo Liya jyata hai.is process ko CT scan kahate hai.CT Scan ko computerized axil tomography bhi kahate hai.
CT Scan ka aawiskar Godfrey Hansfield or Allen cormac ne kiya tha.is ache Kam ke liye in donoko 1979 me nobel purkskar se sammanit kiya gaya.
CT Scan Kyo Kiya jIyata Hai? What Is The purpose Of CT Scan In Hindi
Sharir ke andruni bhago ki photo khichane ke liye CT scan kiya jyata hai.patient ki bimariyo ka pata lagane ke liye CT Scan kiya jyata hai. CT Scan se bimari kitani purani hai.sharir me kahatak faili hui hai.sharir ke kis ang me hai.in sabhi batoka para lag jyata hai.jise doctor patient ka aasanise upachar Kar skate hai.
• dimagi kamjor naso ka pata lagane ke liye.
• mas peshiyo(cell) ke wikar ore haddi fracture ka pata lagane ke liye.
• tyumar(kansar) ke thyan ka pata lagane ke liye.
• rakt wahika or antarik sarachana ka adhyayan karane ke liye.
• kansar rog or hardyrog ka pata lagane ke liye.
Body Ke Kis Part Ka CT Scan Hota Hai
Ham body Ke Kisi bhi part ka CT scan karawa skate hai.ya fir puri body ka bhi CT scan karawa skate hai.yaha me aapako body ke Kuch part bata raha hu jinaka jyada CT scan hota hai.
• (Brain)mastisk- ka sabase jyada CT scan kiya jyata hai.dimagi nas kamjor hona,nas fat jyana,nas me khun jam jyana aadi chijo ka pata lagane ke liye mastisk ka CT scan kiya jyata hai.
• (Chest)chhati-fefade,hrdy,annpranali,kairectar,raktwahikao me hone wali bimari ka pata lagane ke liye chhati ka CT scan kiya jyata hai.kansr chhati me fail gaya hai Kya is ka pata lagane ke liye bhi chhati ka CT scan kiya jyata hai.
• (Urinary tract)mutra path-gurdy ke keirectar cat scan,gailary,yutrs or mutrashay ko CT KUUB ya CT yurogram kaha jyata hai.gurdo ki pathari,rukawat,wikas,sankraman or mutrapat ke any rogo ka pata lagane ke liye CT scan kiya jyata hai.
Inke alaw • (shoulder)kandhe • (back-bone)ridh ki haddi • (stomach)pet • (heart)dil • (knee)ghutana in body ke part ka bhi CT scan hota hai.