loading...
loading...
Showing posts with label Fee internet. Show all posts
Showing posts with label Fee internet. Show all posts

Sunday 9 December 2018

Idea Free internet 3G,4G Trik Hindi- April 2019

Welcome,aaj is post me ham idea sim me free internet use karana sikhege.waise free internet chalaneke bahut se trike hai.lekin -proxy trick ko jyada pasand Kiya jyata hai.kyoki is trike me kisi application ko install karaneki jarurat nahi hoti.ye trike 2G,3G,4G sabhi network mode par work karati hai.aapake mobile me agar idea ka 3G,4G signal aa raha hai to idea free internet proxy use karake aap full speed 3G,4G internet use kar sakate ho.ore WhatsApp,facebook,browsing and downloading ka free mai maja le sakate ho.

Idea free internet proxy trik hindi

Aapkoto pata hi Hoga internet ka plan kitana mahaga ho gaya hai.agar aap 4G deta pyak 1 mahine ke liye choice karate hoto Kam se Kam Rs150 lag jyate hai.joki aam aadami  ke hisab se bahut jyada hote hai.friends don't worry aaj me aapake liye best idea free internet proxy trik laya hau Jo 100% working hai.
Is post me maine aapko Jo idea free internet -proxy trick ke bare me butane wala hau wo trike lagabhag har stat,shahar,gaon me working hai.me is proxy trick ko pichale 4 mouth se use Kar raha hau.muze insane koi pareshani nahi aai hai.


Idea Free Internet Use Karane ke  Liye Aapake Pas Kya Hona Chahiye.

(1) :- Aapake pas idea ki 2G,3G,4G sim card honi chahiye.
(2) :- Aapake pas Jo sim hai usame Rs00 hona chahiye.nahi to aapaka balance kat sakata hai.
(3) :- ye trik 2G,3G,4G har phone me work karati hai.
(4) :- Mera guide hona jaruri hai.

Idea Me Free Internet Kaise Use Kare

Step (1) :-sabase pahale apane mobile ki 'setting' me jyaye ore more par klik Kare.
Step (2) :- ab 'cellalur network' par klik Kare.
Step (3) :- ab 'access point names' par klik Kare 
Step 4 :- 'access point names' me idea sim ko select Kare.
Step (5) :- ab upar diye (+) plus ki button par klik Kare.

Name :- aap is option me apana ya Kisi ka bhi name likh sakate hai.

APN :- mmsc

Proxy :- 10.4.42.15

Port :- 8080

Homepage :- 111.93.115.200/finder

Setting ko save kare.ab Kisi bhi browser me pahale homepage open Kare.hogaya aapako idea free internet mil Gaya.

I hope aapako idea free internet trik post achi lagi hogi.agar ha to is post ko social media par apane sabhi friends ke Sath share Kare.ta ki aapake friends bhi idea free  internet ka maja le sake.